Vishnu Chalisa

Vishnu Chalisa
हिन्दी

॥ दोहा ॥
विष्णु सुनिए विनय सेवक की चितलाय ।
कीरत कुछ वर्णन करूं दीजै ज्ञान बताय ॥
॥ चौपाई ॥
नमो विष्णु भगवान खरारी,कष्ट नशावन अखिल बिहारी ।
प्रबल जगत में शक्ति तुम्हारी,त्रिभुवन फैल रही उजियारी ॥

सुन्दर रूप मनोहर सूरत,सरल स्वभाव मोहनी मूरत ।
तन पर पीताम्बर अति सोहत,बैजन्ती माला मन मोहत ॥

शंख चक्र कर गदा बिराजे,देखत दैत्य असुर दल भाजे ।
सत्य धर्म मद लोभ न गाजे,काम क्रोध मद लोभ न छाजे ॥

सन्तभक्त सज्जन मनरंजन,दनुज असुर दुष्टन दल गंजन ।
सुख उपजाय कष्ट सब भंजन,दोष मिटाय करत जन सज्जन ॥

पाप काट भव सिन्धु उतारण,कष्ट नाशकर भक्त उबारण ।
करत अनेक रूप प्रभु धारण,केवल आप भक्ति के कारण ॥

धरणि धेनु बन तुमहिं पुकारा,तब तुम रूप राम का धारा ।
भार उतार असुर दल मारा,रावण आदिक को संहारा ॥

आप वाराह रूप बनाया,हरण्याक्ष को मार गिराया ।
धर मत्स्य तन सिन्धु बनाया,चौदह रतनन को निकलाया ॥

अमिलख असुरन द्वन्द मचाया,रूप मोहनी आप दिखाया ।
देवन को अमृत पान कराया,असुरन को छवि से बहलाया ॥

कूर्म रूप धर सिन्धु मझाया,मन्द्राचल गिरि तुरत उठाया ।
शंकर का तुम फन्द छुड़ाया,भस्मासुर को रूप दिखाया ॥

वेदन को जब असुर डुबाया,कर प्रबन्ध उन्हें ढुढवाया ।
मोहित बनकर खलहि नचाया,उसही कर से भस्म कराया ॥

असुर जलन्धर अति बलदाई,शंकर से उन कीन्ह लडाई ।
हार पार शिव सकल बनाई,कीन सती से छल खल जाई ॥

सुमिरन कीन तुम्हें शिवरानी,बतलाई सब विपत कहानी ।
तब तुम बने मुनीश्वर ज्ञानी,वृन्दा की सब सुरति भुलानी ॥

देखत तीन दनुज शैतानी,वृन्दा आय तुम्हें लपटानी ।
हो स्पर्श धर्म क्षति मानी,हना असुर उर शिव शैतानी ॥

तुमने ध्रुव प्रहलाद उबारे,हिरणाकुश आदिक खल मारे ।
गणिका और अजामिल तारे,बहुत भक्त भव सिन्धु उतारे ॥

हरहु सकल संताप हमारे,कृपा करहु हरि सिरजन हारे ।
देखहुं मैं निज दरश तुम्हारे,दीन बन्धु भक्तन हितकारे ॥

चहत आपका सेवक दर्शन,करहु दया अपनी मधुसूदन ।
जानूं नहीं योग्य जब पूजन,होय यज्ञ स्तुति अनुमोदन ॥

शीलदया सन्तोष सुलक्षण,विदित नहीं व्रतबोध विलक्षण ।
करहुं आपका किस विधि पूजन,कुमति विलोक होत दुख भीषण ॥

करहुं प्रणाम कौन विधिसुमिरण,कौन भांति मैं करहु समर्पण ।
सुर मुनि करत सदा सेवकाई हर्षित रहत परम गति पाई ॥.

दीन दुखिन पर सदा सहाई,निज जन जान लेव अपनाई ।
पाप दोष संताप नशाओ,भव बन्धन से मुक्त कराओ ॥

सुत सम्पति दे सुख उपजाओ,निज चरनन का दास बनाओ ।
निगम सदा ये विनय सुनावै,पढ़ै सुनै सो जन सुख पावै ॥
॥ दोहा ॥
भक्त हृदय में वास करें पूर्ण कीजिये काज ।
शंख चक्र और गदा पद्म हे विष्णु महाराज ॥

Hinglish

Doha
Vishnu suniye vinay sevak ki chitlaay.
Keerat kuchh varnan karun deejai gyaan bataay.
Chaupai
Namo Vishnu Bhagwan kharaari.
Kasht nashaavan akhil bihaari.
Prabal jagat mein shakti tumhaari.
Tribhuvan phail rahi ujiyaari.
Sundar roop manohar soorat.
Saral swabhaav mohani moorat.
Tan par peetaambar ati sohat.
Vaijayanti maala man mohat.
Shankh chakra kar gada biraaje.
Dekhat daitya asur dal bhaaje.
Satya dharm mad lobh na gaaje.
Kaam krodh mad lobh na chhaaje.
Sant bhakt sajjan manranjan.
Danuj asur dushtan dal ganjan.
Sukh upjaay kasht sab bhanjan.
Dosh mitaay karat jan sajjan.
Paap kaat bhav sindhu utaaran.
Kasht naashkar bhakt ubaaran.
Karat anek roop Prabhu dhaaran.
Keval aap bhakti ke kaaran.
Dharani dhenu ban tumhin pukaara.
Tab tum roop Ram ka dhaara.
Bhaar utaar asur dal maara.
Raavan aadik ko sanhaara.
Aap Varaah roop banaaya.
Hiranyaaksh ko maar giraaya.
Dhar Matsya tan Sindhu banaaya.
Chaudah ratnan ko nikalaaya.
Amilakh asuran dvand machaaya.
Roop Mohini aap dikhaaya.
Devan ko amrit paan karaaya.
Asuran ko chhavi se bahlaaya.
Koorm roop dhar Sindhu majhaaya.
Mandraachal giri turat uthaaya.
Shankar ka tum phand chhudaaya.
Bhasmaasur ko roop dikhaaya.
Vedan ko jab asur dubaaya.
Kar prabandh unhen dhoondhavaaya.
Mohit bankar khalahi nachaaya.
Usahi kar se bhasm karaaya.
Asur Jalandhar ati baldaai.
Shankar se un keenh ladaai.
Haar paar Shiv sakal banaai.
Keen Sati se chhal khal jaai.
Sumiran keen tumhen Shivraani.
Batlaai sab vipat kahaani.
Tab tum bane Munishwar gyaani.
Vrinda ki sab surati bhulaani.
Dekhat teen danuj shaitaani.
Vrinda aayi tumhen lapataani.
Ho sparsh dharm kshati maani.
Hana asur ur Shiv shaitaani.
Tumne Dhruv Prahlaad ubaare.
Hiranyakashipu aadik khal maare.
Ganika aur Ajaamil taare.
Bahut bhakt bhav sindhu utaare.
Harahu sakal santaap hamaare.
Kripa karahu Hari sirjan haare.
Dekhun main nij darash tumhaare.
Deen bandhu bhaktan hitkaare.
Chaahat aapka sevak darshan.
Karahu daya apni Madhusoodan.
Jaanun nahin yogya jab poojan.
Hoy yagya stuti anumodan.
Sheel daya santosh sulakshan.
Vidit nahin vrat bodh vilakshan.
Karahun aapka kis vidhi poojan.
Kumati vilok hot dukh bheeshan.
Karahun pranaam kaun vidhi sumiran.
Kaun bhaanti main karahun samarpan.
Sur muni karat sada sevakaai.
Harshit rahat param gati paai.
Deen dukhin par sada sahaai.
Nij jan jaan lev apnaai.
Paap dosh santaap nashaao.
Bhav bandhan se mukt karaao.
Sut sampati de sukh upjaao.
Nij charanan ka daas banaao.
Nigam sada ye vinay sunaavai.
Padhai sunai so jan sukh paavai.
Doha
Bhakt hriday mein vaas karen poorn keejiye kaaj.
Shankh chakra aur gada padma he Vishnu Mahaaraaj.

Change Location

OR
0
    0
    Your Cart
    Your cart is emptyReturn to Shop
      Calculate Shipping
      Apply Coupon
      Unavailable Coupons
      diwali100 Get 100.00 off
      karva100 Get 100.00 off
      satvik10 Get 10.00 off
      satvik100 Get 100.00 off
      t5mjp454 Get 50.00 off